Kuch aisa hua zindagi mein iss baar,
sunkar dil ki ek pyaari si baat.. !!!
Jo dil dhadakta tha khud ke liye.. ab hogaya khudse apart !!!
Iss dil mein kisine ek jagah banayi, Muskurake woh meri zindagi mein aayi !!!
Jab kabhi andhero mein is mann mein sawaal behete the,
Ab unn andhero mein roshni ki ek kiran se jawaab milte hain !!!
Ab chalta hoon main jiske saath, hui thi jiske liye meri zindagi yeh start !!!!
Zindagi ki kavita hain woh, Iss kavita ke har pal mein jeeta hoon ab tho !!!!
Kuch aisa hua zindagi mein iss baar..
Jiske liye ab jeena chahta hoon main har baar ..baar baar. !!!!
Dance
13 years ago

1 comment:
Very romantic! :)
Post a Comment